Re: Twenty20 Game - India vs Australia
*What a bisti match for India, mai agar Indian team mai hota to is match kay foran baad samundar mai chalaang maar deta.
Very poor performance by the T20 world champions. *
zara se kaam ke liye poore samundar ko kyon barbaad karna.iske liye to chullu bhar paani kaafi hoga. :D