tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

ek bekasi hai hijar ke maaroN ke saath saath
tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

jii bhar ke dekhane bhii na paaye the chhup gaye
arma’N bhi hain udaas nazaaroN ke saath saath

dil meiN vafuur-e-shauq kaa tuufaa’N liye huye
khamosh jaagtaa huuN sitaarooN ke saath saath

itni to mahvi’yat ho tasavvur meiN tere dost
khud ko bhi bhuul jaa’uuN nazaaroN ke saath saath

“:(” ye aag ishq ki phir bhii na bujh sakii
hai dil meiN ashk-e-gam bhi shararoN ke saath saath

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

bohat khoob nice sharing Kinara

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

nice sharing :)

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

**very nice Kinara **:k:

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

KinaRa bohat khoob ghazal hey. Really uniqye ;):k: Thanx for sharing it with us and here is something from my end :~)
**
saahil ko sab chorr gaey akela toofaaN ke baad
dartey the log chaltey huwey KinaRaoN ke saath saath
**

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

very nice kinara:)

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

very well said amal:)

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

^ Aadaab arz hey :~)

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

Aymal Kinaray pe beth k ap ne acha sher suna dala :smiley:

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

nice sharing

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

Bohat khoob..

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

Aadat sey majboor banda aur kya karey :)

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

buhut khub :k:

Re: tuuta hai meraa dil bhii sahaaroN k saath saath

ap ki adataiN itni achi kab se ho gayee :p