~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ghar mein tou kaam karna parta hoga na :hehe: aur office sirf araam kay liye :sannan:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

allah kher k hoya???hamari likha hai tu kya pooch sakti hun hor kon kon :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ghar main mai bilkul akaila tha ar agr tabiyat zaida kharab ho jati khud na khasta tu koi doctor k pass le jane k laiye b nai tha
office main agr tabiyat kharab hoi tu koi na koi kam az kam doctor k pass tu le jaiye ga na :crying:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

m damn serious...u have to go home.

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

subha 4 baje se kharab hay abi kuch behtar lag rahi hay :bummer:
me my myself :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

oper wali post main mai ne office ane ka reason likh diya hay :-(

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

allah mafi…paen ye apni tabiat k baray main bataya k geo news suna din :crying:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Aap tou shadi say pahlay he borhay ho gaiay ho :cb: iss umar mein aisi beemari :barbie: tou khud chalay jana agar tabiat ziyada kharab hoi tou :barbie:
** i hope bhabhi doctor hoon gi :smiley: **

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

oh khud ko izat se bulaya…kisi badshah salamat ki bhatki hui ruh :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ufffffffffffffff na karo yad paen..mere rone main 5 min reh gay hain :cry1:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Mout ka Ek Din Moaaen hay
phir neeend keon raat bhar naheen aati :smiley:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mujhe geo wale bilkul b ache nai lagte :crying: i prefer dunya news :crying:

mai tu ye bad-dua b nai de sakta k aap ki aisi tabiyat ho tab aap ko pata chale
us waqt mujh main itni himat nai thi k main khans sakoon :bummer: last 4 month main 2nd time aisi tabiyat hoi hay meri :frowning:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

rooh banne main kuch hi dair baqi thi aaj meri

aap ne rone ka time rakha howa hay :khums:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mujhe pata hay liken banda mar jaiye tu kesi ko pata b tu hona chiye na

mai tu raat bar soya raha bas 4 baje k baad se tabiyat theak nai thi

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:teary2:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

bataya tu tha k alarm lagaye huay hain :sid:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Muhallay waloon say acha ta’ulqaat naheen hain aap kay :emmy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi bari thread open ker rahy ho aj :5:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi baray changay o

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray buray ho :p