Re: I AM ??? AND I AM ???
I’m **LKK **and am I busy ![]()
Re: I AM ??? AND I AM ???
I’m **LKK **and am I busy ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
bhaand baray arsay ba’ad chakar laga hay
![]()
tussi baray point … naheen martay ho :cobra:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi daftar main baith ker time waste kertay ho :@:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
kal kumbakhat aik banday nay boss kay samnay complain kar di aur boss nay mujhay bula lia ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
^ main nay tou screenshot fwd nae kiye thay :halo:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Budbakhat philpino boss kay pass gia kah why Sannan have some nice status so he said he is technically far away from u then he said "Sannan always watch some tiny pics and when i try to watch, he minmize the window ![]()
I said fool I am member of some technical forum and those tiny pics call Avatar
![]()
ullu ka patha mein nay jeena haram kar daina hay iss ka aab ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
^
:mirch: relax :mirch:
fit hua hai waisay ![]()
I have enabled all the avatars and now it seems as if i am reading some newspaper ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
mein nay to disable ka kaha tha ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Newspapers main picturain nae hoti kya? ![]()
Bisti ko hawa main urraing ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tumhari bisti hoti hay :hinna:
*** ghareeb key bisti na mumkil keonkah innzat he naheen
****
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Ho jao impress ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
lo fer aj aik sath lamehdood janaze chuko ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
iss munh se???per ye impress hone wala munh tu nai..log tu is ki tasveer pe haar pehnate hain ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
aaaj hamri tabiyat theak nai hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
![]()
mein nay gool guppy khaya hain aaj ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
jootay ka haar to naheen pahnay na ![]()
shadi key baad ho jay gi set
![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
r u sure k ap ne mujh se kuch kaha???
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
aaaj waqi e wali tabiyat theak nai hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
oh u tum ho bill batoori ![]()
tou ghar ja kar araam karain :cobra:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ghar main hi tha abi aya hon
ghar main araam b nai ho raha tha . . .