Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
han han wo b hai or handi ka dhakan utha k bachay kehte hain aman aj phir daal ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
han han wo b hai or handi ka dhakan utha k bachay kehte hain aman aj phir daal ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
zada muft na hon ustad-e-mohtaram ye hum ap k halaat nai ptv k dramay discuss ker rhe hain ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
how many kids
BTW daal chicken say ziyada mahngi hay
Ameer logoon ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
PTV
Star Plus ka darma (full horrible back ground music) kay sath daikhni walli qoum PTV kay daramay discuss karain gaiay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
oh kitna pata hai…dukandaar to door se he pashan k pooch lete hongay,paen aj kerri??? ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
barre dramon ka naam lia dramay…barri bat ki,ab chawalon pe doodh daal k kha k so jao ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Eid kareeb hai, bachon k eid k naye kapray silay tou nae hongay ![]()
“ammi sani k eid k kapray aa gaye hain, meray kb ayen gay” :hinna:
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
kia likh dia
chawaloon par doodh :hinna: idhar zhahra khnay kay liye paisay naheen hain :hinna:
*** itna ghum and now don’t offer paisay for Zahar
*****
mein nay tou kaafi Eidoon say kapray naheen silway hain :hinna: last time flood wallon kay sath izhar-e-yuk jahti kay toor par naheen silwai thay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Aur jo shab-e-barat par patakhay bajanay k liye 4 suit stitch kervaye thay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Gahreeb ko patakhoon kay sath kia kaam :hinna: woh tou munh say tha tha kar kay muhallay waloon par ru’ab jama rakha tha ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
aur dhuwaan kahan say nikalta tha? ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
patheon (ooplon ) ka :hinna: Shehari don’t ask what is pathi ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi baray bore ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
I know pathis are dark green in color ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
MashaAllah bara baghour mushahida kia hay
![]()
Smell kaisi hoti hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi baray ulty pulty ho rhy ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi bara check kar rahay ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi bara note kerdy ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi baray chalak bantay ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
tussi baray masoom banty ho :@: