~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi barray ghareeb ho…nahin :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

islam mein ameer aor gareeb sab barabar hein :)

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

you mean IS=Sannan ? :shireen:

Re: I AM ??? AND I AM ???

ksi nay fridge mein rakh dia tha kia ?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:aj: mairay ghareeb honay par shak mat karo
**** apni cycle ko khoub chumkaing ****
tussi baray yaqeen keon naheen kartay ho :teary2:

Re: I AM ??? AND I AM ???

ksi nay fridge mein rakh dia tha kia ?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mene ker lia ab jo raat ki rotian paani main bhigoi hai wo nikalo or kha lo :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

raat ko rotti milli he naheen thi :hinna: mein darbar say chawal lay aaya tha khanay kay liye :yummy: khao gi kia ?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Sannan koi gaye hai :cb:
Ghareeb hai tou kya aap isay chicken biryani nae day skteen bna ker :sunnyboy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mene hazaar wari kaha hai ye munh na banaya karo…10 chandain kara k gin-ni aik hai :smilestar:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Ittni sughar hoti to kia he baat thi yah to khud Cerelac khati hay lunch main :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mein nay jaan bojh kar banai hay kal lo jo kalna hay :zobo:
waisay chundain bhi mazaidaar hoti hain :yummy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

khila sakti hun chanda…aj 2 suton ki silai mlni hai akhu akhu akhu :hinna:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

nai nai mujhe bon vita b banana ata hai :shireen:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Ohh acha aap Pakistani Dramay wali ghurbat ki baat ker rahe hain :omg:
phr tou aap ko glasses bhe lagi hue hon gi :cb: and dupattay k pallu main 50-50 rupay girah ker k baandhay hue hona gay :wink:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

button tankna aata naheen sur suit :hayaa:

bon vita kia hota hay :yummy:

:eek: tumhain kaisay pata :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

han han sahi pashana or gharra b side pe parra hai jis pe chibba sa steel ka glass oondha parra hai akhu akhu akhu :hinna:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

born vita :smilestar:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Make sure, deewar k sath Taangay ka wheel kharra hai na? :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi donnoon mil kar bhi meri ghurbat ka muqabala naheen kar sakti ho :barbie: