~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

shukaria

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussin bus thank you/shukriya he kertay ho :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

nai to :p

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

17 :smiley:

:hat:

yah do lafz he seekhay hain abhi tuk Taleem-e-Balighaan school say :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Phr? :asa: come up with new titles

:mash: Autograph please :wink:
:omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray 1000 post karnay aay ho :@:

Anghota lagana aata hay mujhay to bus :smiley:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi angootha chaap NAE ho :smilestar:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi yaqeen karo :teary3: mein nay kal he Anghota lagaya tha cheque cash karwatay hoye :tear2:
Tussi baray taleem yafta hoo
*** Rashak bhari nighoon say daikhing *****

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ye kaya quote kar diya aap ne :@:

wo mai bahir se kha liya karoon ga :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

chubbay dogar kay hotel say :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

nai savour pulaoo se :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi **multimillionarie ** ho :eek:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi ko kal v kaha tha k mujhe transfer kr dain :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Woh to Masa Jamlo, parchon Farosh aur Meeda pahalwan hotel wallay ko bill uttar dia :teary2: now again udhaar mangnay key muhim par :teary3:
Taleem Yaafta Manager

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

ham month aap yahi keh k udaar laine hain kabi na wapis karne k laiye :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:hat: :omg:
leekan Masa Jamalo billionaire ho gia hay meri sari raqam lay lay kar :hinna:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Jaisay tum nay tou uss say kuch nae liya in return :smilestar:

Tussi udhaar denay walon ki qadar nae kertay :cb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mein kar doon ga wapus jub AMEER ho jaaon ga :barbie:

mein sirf biscuit, nimko, cold drinks, toffes, candies, choran, naz paan maslha, tulsi, ballay , he to laita hoon khanay key liye :hinna:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi azeem ho…NAHIN
:salute: NAHIN :sannan:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

esi aaaas pe baithe rahien ge sare bichare