~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

zahir hay ullu kehne se tu raha main :@:

aap kaproon wala avi hi donate kar dain pir :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi ne me ko new word sikhaya :yahoo:
ab meaning v bata do:@:
zaib means ?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

IS bhai :snooty:
u me ko night owl keh sakte hain :blush:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Mujh say AVIs nae Google hotay, kuch naik bakhton nay links send bhe kiye thay but i am so kaam-chor

Zaib is decoration/to add beauty

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

and bakhton :faizy:

:fatee: it better be something nice werna :asa: tayyar hai :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:blush: Abhi tuk sirf aik banday ko pata hay aur woh sub ko mana karta rahta hay PM mein aur posts mein :omg: :rotfl:

Don’t say that you are searching for me :emmy:

Ittni garmi mein mairay pass thandi machine bhi naheen hay :frowning: aur opar say 18 hours key load shedding aab kurta bhi pahnoon :bummer:
Garmiii ko Boycooooooooooooooot :cheer:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Ghareeboon ka phir Tamashkar urraya ja raha hay :teary3:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:no: mainey tou nai mana kiya

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:emmy: ghareebon ko sikhaya jaa raha hai :snooty: akhir ye ghareeb unparh bhi hain:bummer:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Ghareeb kay pass paisa hoga to parhay ga :teary2:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:smack2: isi ka khyal rakhtey huay hum dono muft ka ilm de rahey thay :emmy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

zaida khush hone ki baat nai hay :snooty:

aor kuch logo ne tu AVIs b send kiye the :hoonh:

sirf aap hi pakistan mai nai rehte
ar jhoot na bolien 9 se 6 tu aap GS per online rehte hain tu 18 hours loadshading kese :snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:blush: fakhr ki baat hai

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

maira aur illam ka kia wasta :barbie: mein nay to Illam Din say bachapan he mein kutti kar li thi :snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Who has good fortune :slight_smile:

I was actually searching for … :stuck_out_tongue:

Jaali Ghareebon ka :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

maira laptop UPS par hay :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kuch batain pait mein bhi rakh lia karo :aj: :smilestar:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:nono1: kutti kerna buri baat hai

jaali ghareeb bhi hotey hain :mad: sub kuch jaaliiiiiii :hayaa:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

pata naheen :teary3: mein to aik number ghareeb hoon :cryb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

awwal aatey hain aap jali ghareeb ka natak kerne mai :hayaa:

perfection at its best:eek: