TUNHAAIEa

***ye karwaan-e-zindgi chal jaie tu acha hey
tu aa ker ek baar mil jaiey tu acha hey

be chaen itna hoon k khamooshi teree sada hey
tswar-e-hmsfr say dil behal jaiey tu acha hey..

bhermaar-e-azeeyt ney aadi bna rhka hey hmain
ab saans lena ho mushkil jaiey tu acha hey

munjumnd hain saansoon main teree yaad k moti
en khzeenoon say burf phigal jaiey tu acha hey

ghroonda zindgi khree hey meree chaar stoonoon pey
emman-e-kaamil sey kaam chal jaiey tu acha hey

ek nazar bhr daehk meary dil k mousum ko
ye putjhar bhaar main badal jaiey tu acha hey

tunhaaie bun k girti hey meray rukhsaaroon pey
pieyaala ye mouat ka gur tul jaiey tu acha hey.

SHAH G’


Re: TUNHAAIEa

very nice shah G, :k: "a gaye o te chah gaye o Thaaa kar kay

Re: TUNHAAIEa

acha hai :k:

Re: TUNHAAIEa

Bohat Khoob.........

Re: TUNHAAIEa

*Thnx all of u guys.........or bhe baat baqi hey......zara baat or bhrney tu du.

SHAH G'*

Re: TUNHAAIEa

hum mutazir hyn......... baat ko barhayn

Re: TUNHAAIEa

Shah ji....

Tumko hum dil main basa lenge tum aao to sahi

Re: TUNHAAIEa

*
arz kia hey.....................

chloo aaj muhbat ka imthaan kertey hain
bhikrey kutch lfzoon ko daastaan kerty hain

hum yunhee nhe diloon main bastey kisi k
jhaan bastey hain choora nishaan kertey hain.

SHAH G'
*

Re: TUNHAAIEa

:lajawab:

Jaate jaate wo mujhe achi nishani de gaya
umr bhar dohraon ga aisi kahani de gaya

Re: TUNHAAIEa

buhat achay

Re: TUNHAAIEa

Bohat Khoob...........

Re: TUNHAAIEa

meray sulgtey armaanoon ka koie thikna ker de
**
shub basar kerney ka koie bhana ker dey…

**terey dur pey naa aaney ke qasam khaata hoon
wapis mujhey wo merey bachpan ka nazraana ker dey.

SHAH G’

***S

Re: TUNHAAIEa

wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani... BTW Noshi Gilani ko bhi ek dafa kuch aisa hi khayal soojha tha: achanak farmane lagin:

koi muj ko mera bharpur sarapa la de ,
mera bachpan mere jugnu meri guria laa de

Maine kaha baby karachi main chonchle nahin chalte... aae din firing chalti rehti hai

Re: TUNHAAIEa

**
Kaanch Chube To Nishaan Reh Jata Hai,
Dil Tute To Armaan Reh Jata Hai,
Laga To Deta Hai Waqt Marham Is Dil Per,
Phir Bhi Umer Bhar Ek Zakhm Reh Jata Hai.**

Re: TUNHAAIEa

[quote="enter10"]

**
Kaanch Chube To Nishaan Reh Jata Hai,
Dil Tute To Armaan Reh Jata Hai,
Laga To Deta Hai Waqt Marham Is Dil Per,
Phir Bhi Umer Bhar Ek Zakhm Reh Jata Hai.*/QUOTE
*
kisi k aansoo chlkney ke awaz khaan sey aati hey
*

ye shuley bhrkney ke awaz khaan sey aati hey
*
*
muhbat main wafa ke saza tu hum pa chukey

*ye angaroon pey chlaney ke awaz khaan sey aati hey

Re: TUNHAAIEa

nicee :k:

Re: TUNHAAIEa

​THNX...LITTLE