Tumse

Duniya sirf nafrat ka naam hai magar,
Saari duniya ka pyar meine paya hai tumse.

Ye dil tha pehle veeran-e-gham,
Ek bekaraar dil ko karaar aya hai tumse.

Apne dil ki har ek baat batayi hai tumhe jaan-e-man,
Nahin aaj tak hai kuch aisa jo chupaya hai tumse.

Aisa laga hai har khushi mili hai aaj mujhko,
Ke meine sanam dil lagaya hai tumse.


Daanie

:flower1:

:k:

nice:k:

Duniya sirf nafrat ka naam hai magar,
Saari duniya ka pyar meine paya hai tumse.

or

Duniya sirf nafrat ka naam hai jantay haiN magar
Isi duniyaN maiN ay saang dill mila hay tu bhi!!

Btw, very nice..

lovely :k:

nice :)

humm

wah wah wah kia baat hay IRSHAD IRSHAD

:k: