tumhien jib kabhe milay fursat mery dill say bojh utaar do
may both deno say udas hoon mujhey koi shaam udhar do
mujhey apnay roop ki dhop do kay chamak sakien merey khad_o_khal
mujhey apnay rang may rang do merey sary rang utaar do
kisi aur ko merey hall say na garz hey na koi wasta
may bekhar gaya hoon samait lo begar gaya hoon sanwar do
merey wahshatoon ko berha diya hey judayoon kay azab nay
merey dill per hath rakho zara merey dharkanoo ko qarar do
tumhien subha kaysi lagi kahoo meri khuwaheshoon kay dayaar ki
jo bhali lagi tu yaheen raho issay chahatoon say nikhar do
wahan gher may kon hey muntazer key ho fakar deer sawer ki
bare mukhtasir ya raat hey issay chandni may guzar do
koi bate kerni hey chand say shakhsar ki Oot may
mujhey rastay mey yaheen kahien kisi kunj_e_gul may utaar do
Re: tumhien jib kabhe
wahan gher may kon hey muntazer key ho fakar deer sawer ki
bare mukhtasir ya raat hey issay chandni may guzar do
Wah…
Very Nice… Ghazel… Tnx 
Re: tumhien jib kabhe
BUHAT achchay ..
than for sharing **ghazal **ji
Re: tumhien jib kabhe
thanks 4 like it lala ji:)
Azad
6
Re: tumhien jib kabhe
may both deno say udas hoon mujhey koi shaam udhar do
mujhey apnay rang may rang do merey sary rang utaar do
hummm bacha log
saroo
7
Re: tumhien jib kabhe
**tumhien subha kaysi lagi kahoo meri khuwaheshoon kay dayaar ki
jo bhali lagi tu yaheen raho issay chahatoon say nikhar do
wahan gher may kon hey muntazer key ho fakar deer sawer ki
bare mukhtasir ya raat hey issay chandni may guzar do**
Veri very nice GR ........... impressive
maza aa gaya...........good fluency of expression
Re: tumhien jib kabhe
thankx to like it saroo jitna app ko perh ker maza aya etna sara thanx:D
saroo
10
Re: tumhien jib kabhe
Haan mazza to aaya … jub fluency ho to hi mazza aata hay parhanay ka