Tumhi ko yaad karna hai....

**Mujhay har kaam se pehlay…
Sehaar se Shaam se pehlay…
Yehi ik Kaam karna hai…
Tumhara Naam laina hai…
Tumhi ko yaad karna hai…

K jab bhi Dard ko peenaa hai..
K jab bhi Zakham ko sena hai..
Ghaam-e-Duniya se ghabraa ker…
Mujhy jab JAAM lainaa hai…
Tumhara Naam laina hai…
Tumhi ko Yaad karna hai…

Tumhari Yaad hai DIL main…
K ik seyaad hai DIL main…
Koi barbaad hai DIL main …
Usay Abaad karna hai…
Tumhara Naam laina hai…
Tumhi ko Yaad karna hai…!!!
**

Wonderful

Very Nice :k:

veryy nice…:k: