Aik Nazm,
Ager Tum Kabhi Bhi
Pao Jo Khud Ko
Dunya Main Tanha
To Tum Aisa Kerna
Meray Paas Aana
Tumharay Dukhon Ka
Main Madawa Karoon Ga
Jahaan Main Tumhara
Sahara Banoon Ga
Tumharay Saray Zakhmo’n Pe
Marham Rakhoon Ga
Tumharay Leay Ye
Hayaati Karoon Ga
Tumhi Ko Main Apna
Dil-o-Jaan Doon Ga
(Ahmer)
Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Aye Gi..
Regards,