hum se na sahi ghairoon se sahi
tumhein dil ka lagana aa tu gaya
duniya mein kissi k ho tu gaay
tumhein pyaar nibhana aa tu gaya
phoolon k khwaab dekha-ay mujhe
aur de dein baharein aur-on ko
dil mera raha veeran tu kia
gul tum ko khilana aa tu gaya
bhaithay ho kissi k pehlo mein
aankhoon mein chamakta pyaar liye
mae khush hoon kissi ki qismut mein
ye waqt suhana aa tu gaya
tumhein pyaar nibhana aa tu gaya
tumhein pyaar nibhana aa tu gaya