Tumhein Mujhse Kafa hone ki Aadat hai

Tumhein jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,

Ye aagaz-e-judai hai k andaz-e-mohabbat hai,

Wafa k rung mai dekho jafa achhi nahi hoti,

Kisi se pyar ma itni ana achi nahi hoti,

Faqat kehnae ki batein hain,
nibhata kon hai kisko?

Chalo ab daikh letein hain,
Manata kon hai kis ko

Re: Tumhein Mujhse Kafa hone ki Aadat hai

Nice :k:

Re: Tumhein Mujhse Kafa hone ki Aadat hai

edit

Re: Tumhein Mujhse Kafa hone ki Aadat hai

:k: