Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
aik Kaanch ki Guriya ko
Tum nay Pathar Banadia hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Jehan Aik Dil tha kabhi
Wahan ab Pathar Dharkhta hai
Meray Mausamoon kay Karz nay
Mujh ko hi Kalaash Kardiya
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Tumhien Chaah kar jis larki nay
Zindagi ko Chaha tha
Uski Ankhoon main
Zindagi nay Dam Thor diya Hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Yaadoon kay Gulistaan main
Bahar Jal Kar Rakh hochuki hai
Khizaan Dhool Ban kar Urhti hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Jis Larki nay Tumhari Mohabbat Panay k Baad
Zindagi ki Tamana Ki thee
Woh Larki ab Tumhien Khonay k Baad
Khuda Say Maut Mangti Hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin…?
Woh Tumharay Bina Adhoori hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin…?
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin…?
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
[thumb=H]Tumhay%20Ahsaas105718_7102320.JPG[/thumb]
**
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
aik Kaanch ki Guriya ko
Tum nay Pathar Banadia hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Jehan Aik Dil tha kabhi
Wahan ab Pathar Dharkhta hai
Meray Mausamoon kay Karz nay
Mujh ko hi Kalaash Kardiya
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Tumhien Chaah kar jis larki nay
Zindagi ko Chaha tha
Uski Ankhoon main
Zindagi nay Dam Thor diya Hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Yaadoon kay Gulistaan main
Bahar Jal Kar Rakh hochuki hai
Khizaan Dhool Ban kar Urhti hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin?
Jis Larki nay Tumhari Mohabbat Panay k Baad
Zindagi ki Tamana Ki thee
Woh Larki ab Tumhien Khonay k Baad
Khuda Say Maut Mangti Hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin…?
Woh Tumharay Bina Adhoori hai
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin…?
Tumhein Ehsaas Kyoon nahin…?
**
[/QUOTE]
Lamhay:
Superb work …:k::k::k:
Im really impressed … Keep it up and thanks for sharing … !