Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

Tumharay sath bahar ka mausum bara suhana lagay,
Mein aik shaam chora loon ager bura na lagay
Ke doobna hai to itnay sakhon se doobo,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lagay,
Tumharay bus mein ager ho to bhool jao hamein,
Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay,
Na hai kuckus ki odaas aankhon mein,
Woh moun chupa ke bhi jaye to be-wafa na lagay,
Hamaray pyaar se julnay lagi hai yeh
duniya,
Dua, karo kisi dushmun ki bud-dua na lagay.. " (AMEEN)

For Special One :slight_smile:

Re: Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

Wo worte this…:rotato:

Re: Re: Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

i think aap ke parents ne likhi samje :smiley: ufffffffff aap ko tho baat karne ki tameez nehi ahi kase larki se baat kani chaye how sad :@ aur app ko to kabhi ALLAH maaf nehi kare gay kitne batmeez hain aap ufffffffffff ! aur yaa ker appne parents se poch lena ke unnu ne hi yeh poetry likhi hai :smiley: hehehheehhe

Re: Re: Re: Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

to keh detin na kai ap nai likhi hai, baRooN taak :nono1: jatai na.

nice one ...but can i help u to bhulanay main i know how to bhula ppl..:D