Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay

"Tumharay sath bahar ka mausum bara suhana lagay,
Mein aik shaam chora loon ager bura na lagay
Ke doobna hai to itnay sakhon se doobo,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lagay,
Tumharay bus mein ager ho to bhool jao hamein,
Tumhein bhulanay mein shaid hamein zamana lagay,
Na hai kuckus ki odaas aankhon mein,
Woh moun chupa ke bhi jaye to be-wafa na lagay,
Hamaray pyaar se julnay lagi hai yeh
duniya,
Dua, karo kisi dushmun ki bud-dua na lagay.. "

4 My Jaan :wink:

hmmmmmmm

nice one !!!!

Really nice well u r really lucky mazhar:)

Ke doobna hai to itnay sakhon se doobo,
Ke aas paas ki lehron ko bhi pata na lagay,

bohot khoob :-)

nice :flower1:

nice :k:

nice one:k:

:k: