~tumhe yaad ho ke na yaad ho~

Re: ~tumhe yaad ho ke na yaad ho~

Jo aik nazar ki junbish se sab dil ki basti looT gaya
woh jis se aankheiN chaar hoven aur haath se saghar choT gaya
dil uss ka bhi hay mera bhi hay faraq ~Shakeel~ itna lakin
woh pather hay jo sabit hay, ye sheesha tha jo TooT gaya