Tumhe jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,

**Tumhe jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,

Ye aagaz-e-judai hai k andaz-e-mohabbat hai,

Wafa k rung mai dekho jafa achhi nahi hoti,
…
Kisi se pyar ma itni ana achi nahi hoti,

Faqat kehnae ki batein hain,
nibhata kon hai kisko?

Chalo ab daikh leta hain,
Manata kon kis ko?**

Re: Tumhe jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,

Waah :lajawab:

Re: Tumhe jo besabab mujh se khafa hone ki aadat hai,

itne dher sare thread khole ge to ab banda narz b na ho :crying: