Tumhe ho SHAADI MUBARIK

Tumhe ho SHAADI MUBARIK
na jaanay ub kub ho gay tum pyaar rachaanay
se faarigh
mein nahi jaanti thi kay tumharay dost ka naam hai
tariq
aik baar mein phir tumhe daiti hoon
BOHAT BOHAT MUBARIK:blush:

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

who is tariq? lol

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

as u can read tariq is his FRIEND

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

wah g tweety :omg:

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

khair mubarak :k:

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

Thanx BHEEGIYAAD

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

:konfused:

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

kya baat hai .........yeah ideas kahan say aatay hain........

Re: Tumhe ho SHAADI MUBARIK

nahi jantee thee too jaan loo
mera kaha tum maan loo
tariq hasayay too hasna nahi
tariq kay hasnay pay phasna nahi…