http://www.ranjish.com/wp-content/uploads/2013/12/zarathakan.jpg
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
jan le k rahy ga ![]()
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
Wese baat barey patey ki hai ![]()
khushi bhi sarey time nahi rehti ek gham hi huta hai jo dil se lag jata hai :hinna:
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
kion k jab hamari khushi dusron k hath hoti hy
vo khush rakhen to khus
dukhi rakhen to gham
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
![]()
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
Qayyam kyun nahin, Ghum-e-daraz asal mein susat hai, Dilon mein ghar ker kay beth jata hai janay ka naam hee nahin leta.
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
Qayyam kyun nahin, Ghum-e-daraz asal mein susat hai, Dilon mein ghar ker kay beth jata hai janay ka naam hee nahin leta.
nahin.. dil wo malik makaan hai, jis ke karaye daar karaya na bhi de to dil ziada tang nahin karta.. iss liye to kehte hain 'maal e muft, dil e be-reham'
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
Faarigh awaam :)
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
Yaha tou, shaairo or adeebou ki Mahfil he jam gai. Kohb daba K gum or khushi Par behas ho rhe ha.
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
ye itna sara kya soch rahey hain ek sath
khaberdaar jo kisis ka naam liya ![]()
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
phuppi ne aap ko zamane ka irfan ata kar dia
Re: Tumhe aur koi kaam nahin
manna kiya tha naaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
![]()
![]()