sulag raha ho main dhery dhery, magar kisi par ayaan nahi hai
woh agg dil main lagi hai jis main, tapish hai lakin dhuwa'n nahi hai
tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
gham-e-jahan bhi, yaqeen jano, mazaj-e-dil par giran nahi hai
khuda ki basti main har qadam par, koi hai giriya kisi kay gham par
ye dard to dard mushtarik hai, ye ankh purnam kaha nahi hai,
mat’aaye umer azeez sari, ganwa chukay par shafar hai jari
ajeeb soda hai ashqi ka kay fikar-e-sod-o-ziyya-n nai hai
Re: tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
Very nice stuff CC, thanks for sharing:-)
Re: tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
V nice chando g thanks for sharing with us..btw aj kal ap kis ko par rehi :)
Re: tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
wah wah
nice one...
Re: tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
gham-e-jahan bhi, yaqeen jano, mazaj-e-dil par giran nahi hai
now that's nice chandaaa :-)
ASA
6
Re: tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
bouhat achay… :k:
Woh boli kiya ye sab kuch ittafaqan hia tumhara ghum
Main bola ye bhi mumkin hai ye sab kuch ahtraman ho
Re: tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
thanks everyone :)