Koi mausam ho dil mei hai tumhari yaad ka mausam
keh badla hi nahi janaa’ tumhare baad ka mausam
nahi tu aazmaa ker dekh lo’ kaise badalta hai
tumhare muskurane se dil-e nashaad ka mausam
rutoa’n ka qaida hai waqt per hi aati jaati hain
hamare shehr mei kyoun ruk gaya faryaad ka mausam
kahee’n se uss hasee awaaz ki khushboo pukaare gii
tu iss ke saath badle gaa dil-e barbaad ka mausam
![]()
very nice :k:
Re: ~Tumhari yaad ka mausam~
nice :k:
beautiful :k::k:
Re: Re: ~Tumhari yaad ka mausam~
Thanx Shab-e-Hijar , ullujii and Vivacious ![]()
![]()
very nice …
![]()
nahi tu aazmaa ker dekh lo’ kaise badalta hai
tumhare muskurane se dil-e nashaad ka mausam
nice :k:
Thanx SunnyBoy and Kamran ![]()
:k:
^^ ![]()
Tumhari yaad ka mousam barra suhana lagay.