Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota,
Kaash tumse bichadne ka mujhe ehsaas nahi hota.

Yeh jo bayan karti hai ankhen woh lab kaise kahe,
Sabhi toh sun liya humne par itmenan nahi hota.

Har ek umeed se jude hai waqt ke yeh lamhe,
Raah kaisi bhi ho namumkin kuch nahi hota.

Jab tum haste ho toh koi dukh nazar nahi aata,
Kabhi samandar ka talaab se muqabala nahi hota.
:slight_smile:

Re: Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

Nice one Dania :flower1:

Re: Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

Aisa Kabhi Na Ho Ke Pallut Ker Na Aa Sakoon
Her Baar Dour Ja Ke Sadaaein Mujey Na Do

Re: Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

khoob

Re: Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

nice thanx 4 sharing dania:flower2:

Re: Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

nice sharing :)

Re: Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota

Tumhari yaad jab ati hai koi paas nahi hota,
Kaash tumse bichadne ka mujhe ehsaas nahi hota hmmmmmmmmmmmmmmmm ager ahasa nahe hota tu yad bhe nahe hoti yad nahe hoti tu bichadnay ka dukh nahe hota well it,s good