yeh teri umer jisse sab shabab kehtay hain
phoolon ki yun toh chaman main kami nai laikin
woh teray lab hain teray jinhe hum ghulab kehtain hain
yeh teri umer jisse sab shabab kehtay hain
Kasam uthaloon isse hum sharab kehtay hain
nazar, nazar se mila kar woh muskuratain hain
isse sawal isi ko jawab kehtay hain
yeh teri umer jisse sab shabab kehtay hain
na unko mujpe yakeen hai, na mujko unpe yakeen
isse ko loog diloon ka hisab kehtay hain
yeh teri umer jisse sab shabab kehtay hain
Kasam uthaloon isse hum sharab kehtay hain
milli hain joo mujhe ruswaiyaan mohabbet main
zaban-e-aaam main jisko azaab kehtay hain
yeh teri umer jisse sab
shabab kehtay hain