Re: Tumhari anjuman say uth kay deewanay kahan jatey
to thukrae huwe insaan jane kahan jate ![]()
apne apne ghar jaen sab. iss se pehle strike ki call ajae
Re: Tumhari anjuman say uth kay deewanay kahan jatey
karachi kay ilawa jahan aur bhi hain.
Jahan strike toh hotee nahin
baarish hotee hai
Re: Tumhari anjuman say uth kay deewanay kahan jatey
karachi kay ilawa jahan aur bhi hain. Jahan strike toh hotee nahin baarish hotee hai
hamara to sab kuch Karachi hi hai