Tum hamare nahi to kya gham hai
Hum tumhare to hain ye kya kam hai
muskura do zara khuda ke liye
sham-e-mehfil me raushani kam hai
ban gaya hai ye zindagi ab to
tujhse badhkar hume tera gam hai
Tum hamare nahi to kya gham hai
hum tumhare to hain ye kya kam hai..