...tumhare khayaal mein

**
ab hai khushi khushi mein na gam hai malaal mein
duniya se kho gaya huun tumhare khayaal mein

mujh ko na apna hosh na duniya ka hosh hai
mast hoke baitha huun tumhare khayaal mein

duniya ko ilm kya hai zamane ko kya khabar
duniya bhula chuka huun tumhare khayaal mein

taaron se puuch lo meri rudaad-e-zindagi
raaton ko jaagta huun tumhare khayaal mein

duniya khadi hai muntazir-e-nagma-e-alam
‘Behzad’ chup khade hain kisi ke khayaal mein


  • Behzad Luckhnowi -

Re: …tumhare khayaal mein

duniya ko ilm kya hai zamane ko kya khabar
duniya bhula chuka huun tumhare khayaal mein
:k: pata hia pata hia sab hamin :halo: per kis ka khayal sallu g :blush:

Re: …tumhare khayaal mein

heheh kya pata hai aapko?

bas hai na kisi ka khayal :blush:

Re: …tumhare khayaal mein

Nice selection Daagh:k:…thanx for sharing with us :slight_smile:

Re: ...tumhare khayaal mein

nice & thnx for sharing.....

Re: ...tumhare khayaal mein

thanks all :)

Re: …tumhare khayaal mein

Nice One Daghoo :k:

Re: …tumhare khayaal mein

thanks for sharing :k:

Re: ...tumhare khayaal mein

thx 4 sharing:)

Re: ...tumhare khayaal mein

Lovely poem Daagh :-)

Re: ...tumhare khayaal mein

thanks all for reading it and appreciating

:)

Re: ...tumhare khayaal mein

nice :-)

Re: ...tumhare khayaal mein

nice1 ..

Re: …tumhare khayaal mein

thank you maheeno and Ghazaloo :flower1: