Har Cheez ko kehna meri adat nahin
Tumhe yeh samjhana mere bas ki baat nahin
Dil ki baat labo seh kehna meri adat nahin
In aakhon ko samjhna tumhare bas ki baat nahin …
Re: Tumhare bas ki baat nahin …
wah wah bohat zabar10 :k: :k: :k:
kisi key bas ki bat nahein:)
very nice:)
bhut khoob:k:
:k:
haaa...samjta hie nehu dil ki baat :(
Thankssssssss Dania jee ,Beauty jee, Jaan lewaa , nikii aur Dur-e-Suman jee...:)
Re: Tumhare bas ki baat nahin …
yeh Kis UNCLE Ki kambakhti aye Hoye hai … ![]()
BTW : Buhat Khoob. :k:
wah nayab gi
bhoot zabur10
wah nayyab ji wah!
Re: Re: Tumhare bas ki baat nahin …
[QUOTE]
*Originally posted by SunnyBoy: *
yeh Kis UNCLE Ki kambakhti aye Hoye hai … ![]()
BTW : Buhat Khoob. :k: /QUOTE
Kion ahay ghee kishi ki kambakhti…
BTW: thanks jee:)
Dil ko har waqt tasalli ka gumaaN hota hai
Dard hota hai magar najaane kahaN hota hai
Aap be-rehem hi sehi baat to kijye humse
Kuch na kehne se mohabbat ka gumaaN hota hai
"Aap ayeN to sakooN, aap na ayeN to sakooN,
Dard me dard ka eshaas kahaN hota hai …![]()
uff kia bat hai nayab!!! excellent :k:
Thanks Capricorn jee…![]()
*.......Dard me dard ka eshaas kahaN hota hai *
buhat khoob
Nice. :)