Tumhara ishq Tumhari Wafa he kafi hay
tamam umer yehi asra he kafi hay
yeh log kon se manzil ki baat kartay hain
musafiron k liye rasta he kafi hay
mujhay bahar k mausam say kuch nahi laina
tumharay pyaar ki rangin khizan he kafi hay
jahan kahin bhe milo mil k muskra daina
khushi k wastay yeh silsila he kafi hay