Re: Tumhara shehr
aap aise shehr me gay kyon hain?![]()
Re: Tumhara shehr
Ghalat ticket ley liya tha.
Re: Tumhara shehr
to plz ab wapas aa jaein
aisy shehr me ziada dair rukna munasib nahi
Re: Tumhara shehr
Aab toh nikalna mushkil hai kyun kay munsif nay bhagnay kay saray raastey bund ker diye hain.
Re: Tumhara shehr
may i help u?
Re: Tumhara shehr
Ishq wo munsif ke saza hatmi hai
Na koi Jirah kare na koi daleel sune ![]()
Re: Tumhara shehr
Aap toh shair say bhi chaar haath aagay niklay. ![]()
Re: Tumhara shehr
yehi to hota hai.. agar cheonti ko bhi chaha jae to us ko par lag jate hain aur wo pane aap ko jumbo jet samajhne lagti hai
Re: Tumhara shehr
ham aasi cases lartay hain. ham ko apna wakeel muqarar karain
Re: Tumhara shehr
jab ishq hota hai daleelen dhari ki dhari reh jati hain
Re: Tumhara shehr
buzdil log daleel nahi daity. ![]()
Re: Tumhara shehr
Daleelen dena bewafa logon ka kaam.. Muhabbat main to mehboob ka theek aur na theek dono ek jaise hote hain, phir daleel kaahe ki?