~~** tumhain yaad kia **~~

bhool kar zaat, tum ko yaad kia
baat bay baat tum ko yaad kia

neend naraaz ho gaee ham say
ham nay jis raat tum ko yaad kia

Good

i remember ye wo pehla bund hai jo mujhe sub se pehlay pasand aaya tha aur jo mae ne sub se pehlay apne pass note kia tha :slight_smile:

Very nice :k:

Re: ~~** tumhain yaad kia **~~

[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *

bhool kar zaat, tum ko yaad kia
baat bay baat tum ko yaad kia

neend naraaz ho gaee ham say
ham nay jis raat tum ko yaad kia

[/QUOTE]
Wah... So lovely and Cute...
Thanks for sharing...

Wah kia khoob yaad kia, :)