tum jab bhi kabhi udaas ho
aur dard ka ahsas ho
koi apna rooth gaya ho
ya sapna hi toot gaya ho
tou mujhay pukar lena
apna har dukh mujh sey kah lena
phir main tumhain udaas rahnay na doongee
dukh ki koi baat kahnay na doongee
Anmol~
tum jab bhi kabhi udaas ho
aur dard ka ahsas ho
koi apna rooth gaya ho
ya sapna hi toot gaya ho
tou mujhay pukar lena
apna har dukh mujh sey kah lena
phir main tumhain udaas rahnay na doongee
dukh ki koi baat kahnay na doongee
Anmol~
bohut khoob
ty for sharing.![]()
DikhaiN gar kabhi ham apni be-basi Yaro.
Hamaray Haal pe royaiN ge ajnabi Yaro
(Black Mamba)
The point is, Haraari uddasi ka sabad jankay aap khud bhi udaas ho jaiN gi, Hamari Uddasi door karne ka to sawal hi nahiN. j/k
Nice Poem by the way :k: