TumhaiN bhulana hi awal tu dustarus main na tha

Dayaar-e-ghair main kaisey tujhey sada daitey
Tu mil bhi jata tu akhir tujhey gunwa daitey

Tum hi ney hum ko sunaya na apna dukh warna
Dua wo kertay kay hum aasmaa(n) hila daitey

HumaiN ye za’am raha ab kay wo pukaraiN gay
UnhaiN ye zid thee k hur baar hum sada saitey

Wo tera ghum tha k taseer meray lehjay ki
Kay jis ko haal sunatey ussey rula daitey

Jo ikhtiyaar bhi hota tu kiya bhula daitey ??

Re: TumhaiN bhulana hi awal tu dustarus main na tha

:k:

another masterpiece of wasi shah..

thankx for posting it.. :)

Re: TumhaiN bhulana hi awal tu dustarus main na tha

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
Dayaar-e-ghair main kaisey tujhey sada daitey
Tu mil bhi jata tu akhir tujhey gunwa daitey

Tum hi ney hum ko sunaya na apna dukh warna
Dua wo kertay kay hum aasmaa(n) hila daitey

HumaiN ye za’am raha ab kay wo pukaraiN gay
UnhaiN ye zid thee k hur baar hum sada saitey

Wo tera ghum tha k taseer meray lehjay ki
Kay jis ko haal sunatey ussey rula daitey

TumhaiN bhulana hi awal tu dustarus main na tha
Jo ikhtiyaar bhi hota tu kiya bhula daitey ??
[/QUOTE]

Beautiful ... Sudaii thanks for sharing

***** Vivacious *** **

Superb :k::k::k:
Thanks for sharing !

:)

its very beautiful:k::k::k:
thanks sis

:k:

Buhat khoob :k: