Koyal
1
*
kabi aah lab pe machal ga’ee kabi ashk aaNkh se dhal gaye
vo tumhare gham ke chiraaG haiN kabi bujh gaye kabi jal gaye
maiN khayal-o-khvab ki mahafileiN na baqadr-e-shauq saja saka
tumhaari ik nazar ke saath hii mere sab iraade badal gaye
kabi rang meiN kabi ruup meiN kabi chaa’ooN meiN kabi dhuup meiN
kahiN aafataab-e-nazar haiiN vo kahiN maahataab meiN dhal gaye
jo fanaa huye gham-e-ishq meiN unheiN zindgi kaa na gham hua
jo na apani aag meiN jal sake vo paraa’ee aag meiN jal gaye
ye unheiN bhi meri tarah junuN to phir un meiN mujh meiN ye farq kya
maiN giraft-e-gham se na bach saka vo huduud-e-gham se nikal gaye
Daagh
2
Re: tumhaari ik nazar ke saath hii mere sab iraade badal gaye
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
kabi aah lab pe machal ga'ee kabi ashk aaNkh se dhal gaye
vo tumhare gham ke chiraaG haiN kabi bujh gaye kabi jal gaye
maiN khayal-o-khvab ki mahafileiN na baqadr-e-shauq saja saka
tumhaari ik nazar ke saath hii mere sab iraade badal gaye
kabi rang meiN kabi ruup meiN kabi chaa'ooN meiN kabi dhuup meiN
kahiN aafataab-e-nazar haiiN vo kahiN maahataab meiN dhal gaye
jo fanaa huye gham-e-ishq meiN unheiN zindgi kaa na gham hua
jo na apani aag meiN jal sake vo paraa'ee aag meiN jal gaye
ye unheiN bhi meri tarah junuN to phir un meiN mujh meiN ye farq kya
maiN giraft-e-gham se na bach saka vo huduud-e-gham se nikal gaye
bahot hi badhiya koyal jee :)
many thanks for sharing....
jo fanaa huye gham-e-ishq meiN unheiN zindgi kaa na gham hua
jo na apani aag meiN jal sake vo paraa’ee aag meiN jal gaye
very nice :k:
ur collection is simply great:k::k:
keep them coming and thanks for sharing:)
jo fanaa huye gham-e-ishq meiN unheiN zindgi kaa na gham hua
jo na apani aag meiN jal sake vo paraa'ee aag meiN jal gaye
bohat achey koyal jee...
smilly
9
bEAUTIFUL…thx for sharing:k:
Koyal
10
Re: Re: tumhaari ik nazar ke saath hii mere sab iraade badal gaye
..
Amal
13
Re: tumhaari ik nazar ke saath hii mere sab iraade badal gaye
Lovely ghazal Koyal:k:…thanx for sharing:)
Daagh
15
Re: Re: Re: tumhaari ik nazar ke saath hii mere sab iraade badal gaye

ye unheiN bhi meri tarah junuN to phir un meiN mujh meiN ye farq kya
maiN giraft-e-gham se na bach saka vo huduud-e-gham se nikal gaye
Bohat khoob :k:
Koyal
19
nawazish …Also thanks Kk..cutieepie…smilly..choudry..pahalwan…KN and Hh..
Koyal
20
shukria anghotha dekhnay ka 