Tumhaare naam kii ik Khuubasuurat shaam

Re: Tumhaare naam kii ik Khuubasuurat shaam

bajaa farmaayaa…India meN to ‘pedal rickshaw’ ke bhii peechhe likhaa dikhtaa hai…vaise, tangoN ke peechhe kabhii kuchh likhaa nahiiN dekhaa! lagtaa hai ghoRaa raazii nahiiN huaa hogaa! :smiley: