Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

:nahi:ramzan any wala hy khany peeny ki batain bhool jain

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

chatora shayar

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Sub khane se related :eek:

Hiran k kabab !! :hayaa:
Aap logon ne hiran ka meat khaya hai kabhi ?

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

nahi …mery chachu hiran ka shikar krty thy, aap ny khaya?

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

mein nay khaya hai.

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

or quetta k anar or amly ka achar?

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Is it tasty ?
Aur kya kya different cheezain khaye haiN ?

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

I thought endangered species ka shikar mana hota hai...
Did you ever see a dead hiran in real ?

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

yup in zoology museum i have seen all dead animals :sid:

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

ye to bohat purani baat ho gaye ab to ni hota shikar

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

There is a museum of it too :eek:
Museum mai extinct walay haiN ?

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Ahan.

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Nice 1...........:)

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

yes we have a museum in our university, extinct waly bhe hain, they keep the lights shut and it’s dark inside dar lgta hy akely ni gaye me friends k sath sab animals hain lion,tiger,penguin,monkey all kind of reptiles and birds and even dinosaurs :snooty:

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

wow

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Sub khaya hai.

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

Aap pak bhi nai gaye aur sub kha bhi liya ?:hmmm:

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

mein Quetta bhi gaya hoon aur Chaman kay saaeb bhi khaeyein hain.

Re: Tumehin yaad ho kay na yaad ho

I thought you hadn’t been to pak :konfused: