tumari yaad ayee!@!@

Yeh zabat chooat gaya tu
tumari yaad ayee
may thak k toot gaya tu
tumhari yaad ayee
tumharay baad na tha koi mera
dil k siwa
yeh dil bhi roorth gaya tu
tumari yaad ayee

Re: tumari yaad ayee!@!@

Nice:k:

Re: tumari yaad ayee!@!@


yeh sach hai jana
bht masroof rehta hoon
k maths k sawal
tjhe yaad krne ki fursat nhi daite
k physic k formulae
uljhaye rakhte hain mjhe
magar
ek baat hai jana
in sab musrofyiat mai jo
ek lamha fursat milli
us lamhe ko tere naam se yaad kiya
us lamhe ki kasam
bahut yaad kiya .. ***