Jab umeedain ahista ahista khatam hoon
Khawab zara zara tootnay lagain
Dharkanain sansoon ka sath na dain
Neend say bojahal ankhain jab
Taroon ko taknay lagain
Jab lafz zaban ka sath na dain
Jab dil har sooch say bagi hoo
Jab sookoon behi baychani day
Tab ankhain band kar kay
Khud he apnay Dilsay
Kahna jis ko tum nay jagaha na dee
Us ko zameen nay bari bohabat say
Apnee agoosh main sula diya hai
[QUOTE] Originally posted by Dilsay: *
Jab umeedain ahista ahista khatam hoon
Khawab zara zara tootnay lagain
Dharkanain sansoon ka sath na dain
Neend say bojahal ankhain jab
Taroon ko taknay lagain
Jab lafz zaban ka sath na dain
Jab dil har sooch say bagi hoo
Jab sookoon behi baychani day
Tab ankhain band kar kay
Khud he apnay **Dilsay*
Kahna jis ko tum nay jagaha na dee
Us ko zameen nay bari bohabat say
Apnee agoosh main sula diya hai
Dilsay
[/QUOTE]
The poetry is excellent, and very touching.Magar mujhea tu itna samjha rahae thae aap??? phir yeh is darja naumeedi??? buree baat is tarha marnae ki baatain nahin kartae!!!!
The poetry is excellent, and very touching.Magar mujhea tu itna samjha rahae thae aap??? phir yeh is darja naumeedi??? buree baat is tarha marnae ki baatain nahin kartae!!!!
[/QUOTE]
You are right... magar kabhi kabhi dil kisi kee yaad main asa hoo jata hai ka kuch samajah nahi ata jaab mainay ya likha tha us waqat raat bohat hoo gayee thee... main na umeed nahi hoon.... baas dil kuch sath nahi day raha tha kaal raat.... :)
[QUOTE] Originally posted by Dilsay: *
Us ko zameen nay bari bohabat say
Apnee agoosh main sula diya hai
**Dilsay*
[/QUOTE]
Chal jhotay hum dakh aay hain ... wahan to sirf kaDa hay or woh bhi panni say bhara howa .... baRay aay aghosh main sonay walay ..khair
dil kho khush rakhnay ko yeh behooda khayal acha hay