**Tum Toh Abhi Say Mubtala-e-Khof-e-Hijr ho,
Tum Chor Do,Tum Sa Nhi Hoge Ye Muhabbat **
Re: Tum
Jo dar gaya, wo mar gaya :(
Re: Tum
Saheeh kaha :hinna:
Re: Tum
OK...
Re: Tum
aur b dukh hain zamanay me mohabbat ke siwa ![]()
Re: Tum
aur b kaam hain zamanay me khanay ke siwa :cobra:
Re: Tum
to aap khana band kar dein apna ![]()
Re: Tum
main to band kar kay he rakhta hoon khanay ko apnay dabbay main :cobra:
Re: Tum
dabbay b khareed lia wah pehle to daraaz mein rakhtey they ![]()
Re: Tum
qeemati khanay key cheezain dabbay main band kar kay daraz main rakhta hoon :cobra:
Re: Tum
Yeh ishq nahi assaan ik aag ka darya hai