!~Tum~!

Dil mein basey ho dharkan ki tarah
sanson mein basey ho khushboo ki tarah
ankhon mein basey ho khuaabon ki tarah
khiyaalon mein basey ho hamsafar ki tarah
aur tum se kya kahoon ke tum
rooh mein basey ho zindagi ki tarah

Re: !~Tum~!

:k: