Haii Tum zindagi ka khwaab howay
Iss khwabb say hum barbad howay
Raat, chand, khoshbu oor yaadain
Rastay gum hain, sehra abaad howay
Tum zindagi ka khwaab howay
Kabhi ttottay na khamoshi apni
Kuch Tum hi sabab azhaar howay
Aankhon ki namii badal main sajjii
Badal baarish say hum lachar howay
Khwaab say hum barbaad howay
Kabhi ttottay na khamoshi apni
Kuch Tum hi sabab azhaar howay
Aankhon ki namii badal main sajjii
Badal baarish say hum lachar howay
Khwaab say hum barbaad howay
Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]
beautiful azad jee..... bohat khoob.... bohat gharai hai.... Khwaab say hum barbaad howay....
magar khawab dekhnay walay nay asa khawab dekhiya he koyoon....