tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN

Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN

nice

Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN

suno baarish! kabhi khud se bhi koi bhar k dekha hai?
jawab aa'ya in aankhooN ki magar barsaat gahri thei

Wah jee Wah ~ kinne sohne yeah alfaz hain paroe ~
mein aapka ~ aapki posts ka fan

Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN

..

Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN

very nice

Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN

is soch me.n baiThaa huu.N kyaa Gam use pahu.Nchaa hai
bikharii hu_ii zulfe.n hai.n utaraa huaa cheharaa hai

jis phuul ko titalii ne chuumaa merii jaanib se
zaalim ne us kalii ko masalaa nahii.n rau.ndaa hai

halaa.N ki pukaaraa thaa tum hii ne mujhe lekin
mahasuus huaa jaise koyal ne pukaaraa hai

mu.D kar bhii nahii.n dekhaa jho.nko.n kii tarah us ne
vo mere baraabar se ha.Nsataa huaa guzaraa hai