Koyal
1
bataa’oo dil ki baazi maiN bhla kia baat gahri thei
kaha yuuN tu sabhi kuch theek tha maa’t gahri thei
suno baarish! kabhi khud se bhi koi bhar k dekha hai?
jawab aa’ya in aankhooN ki magar barsaat gahri thei
suno peetam ne holay se kaha tha kia bataa’oo gaye
jawab aa’ya kaha tu tha magar wo baat gahri thei
dee’aa dil ka samnadar is ne, tum ne kia kee’aa us ko
hamiN bus doob jana tha k wo soo’ghaat gahri thei
wafa ka dasht kesa tha bataa’o tum pe kia beeti
bhatak jana he tha hum ko,wahaN pe raat gahri thei
tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
rafaqat aur adawat us k saath apni gahri thei
nazar aa’ya tumhiN us ajnabi maiN kia bataa’oo gaye
suno qatil nighahooN ki wo zalim ghaat gahri thei
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
wafa ka dasht kesa tha bataa'o tum pe kia beeti
bhatak jana he tha hum ko,wahaN pe raat gahri thei
tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
rafaqat aur adawat us k saath apni gahri thei
bohat khoob :k:
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
Beautiful ghazal!
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
nice :-)
taaraa
5
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
very nice
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
Nice

nazar aa'ya tumhiN us ajnabi maiN kia bataa'oo gaye
suno qatil nighahooN ki wo zalim ghaat gahri thei
wah. Zalim logon ke zalim poems. very nice
maddi
8
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
such a lovely gazal thankx 4 sharing koyal
Koyal
9
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
thanks chand g
system
10
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
nice :k:
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
too gud Koyal ji thanx for sharing with us :)
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
i was reading this ghazal yesterday ..thanx for sharing =))
K_Khan
13
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
very nice koko… 
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
nice

dee'aa dil ka samnadar jis ne, tum ne kia kee'aa us ko
hamiN bus doob jana tha k wo soo'ghaat gahri thei
very beautiful
Koyal
16
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
thanks heartu..
Koyal
17
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
thanks safeena and sunny…wesay aj kla ap kahan paa’ey jatey:D
Koyal
18
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
thanks logo kesay ho aur kahaN ho ..
Koyal
19
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
Really
kahan pe gazal hamin b batao wo site:)
Koyal
20
Re: tum us k zikar pe keoN doob jaatey ho khayalooN maiN
thanks maheeno:)