~|~ tum tum nahi "HUM" ban jao gay.. ~|~

jab sawan main tanha bheego gay jab angan khalee pao gay jab sahil say takrati lehron main apni tanhae main kho jao gay jab raat kay tanha daman main tum chaand ko adha pao gay jab khud say batain kartay kartay tum door kahin kho jao gay jab dil ki baat chupanay ko ham say nazar tum churao gay "main tum say mohabat karti hoon" har baar yay sunna chaho gay in sab lamhon main jaan lena kay tum tum nahi "HUM" ban jao gay..

Bahut Khoob Ghazal Jee :k:

Thanx for sharing :flower1:

thankeww koiDost .. :flower1: ..

hummm

^^ :-S .. shukria Azad unkal .. :flower1: .. :stuck_out_tongue: ..

v nice :)

thankeww koyal appi .. :flower1: ..

gr8 stuff

keep sharing :)

tum tum nahi hum ban jau ge hmmmm very cute :)

thanx

tata:)

thankeww dost jee .. :flower1: ..

nice :k:

Nice..

Nice :flower1:

thankeww everyone .. :flower1: ..

amazin stuff...bravo

:flower1:

very nice :k::k:

buhat aala :k:

thanx for sharing GKK :flower2:

thankeww eveyone .. :flower1: ..

cuteeeeeee .. tum to baat na karo mujhe say .. :grumpy: ..

mein ney kya kyaaa :crying:

Re: ~|~ tum tum nahi "HUM" ban jao gay.. ~|~

[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *


jab sawan main tanha bheego gay
jab angan khalee pao gay
jab sahil say takrati lehron main
apni tanhae main kho jao gay
jab raat kay tanha daman main
tum chaand ko adha pao gay
jab khud say batain kartay kartay
tum door kahin kho jao gay
jab dil ki baat chupanay ko
ham say nazar tum churao gay
"main tum say mohabat karti hoon"
har baar yay sunna chaho gay
in sab lamhon main jaan lena kay
tum tum nahi "HUM" ban jao gay..


[/QUOTE]

Very nice, ajji insaan kiya karey yeh ishq bemari hee aisi.

Ghalib tum aadmi to bareykaam thay
par ishq ne tumhaiNnakamma kar diya

Jab insaan ko jisi cheez se ishq ho jata haito wah us main fana ho jata. Chahaywoh Allah (SWT) o Rasool (SAWW) ki zaat - e Aqdas ho ya dunyaavi ishq ya phir maal o daulat se ho. Insaan us maiN fana ho jata hai maiN yeh sachay aashiqooN ki baat kar rah hooN. MaiN apni tarah ke rah chaltay aashiqooN ki baat nahiN karta jahaN bhee zara si achi soorat dekhi deray daal liyeh.

Khair is baat ko choriyeh:

Aik baar phir yehi kahooN ga ke:

Ghazal Sahiba ki Ghazal bahaut achi hai.

Duaa hai aap hamesha he issi tarah achi Ghalain likhti rahiN

Saqi