"tum tum nahi HUM ban jao gay "
jab sawan main tanha bheego gay
jab angan khalee pao gay
jab sahil say takrati lehron main
apni tanhae main kho jao gay
jab raat kay tanha daman main
tum chaand ko adha pao gay
jab khud say batain kartay kartay
tum door kahin kho jao gay
jab dil ki baat chupanay ko
ham say nazar tum churao gay
“main tum say mohabat karta hoon”
har baar yay sunna chaho gay
in sab lamhon main jaan lena kay
tum tum nahi “HUM” ban jao gay…
Come to the party
But not come late
Eat all dishes
But not eat plates
÷¡ïÐåñïå·ï¡÷¡ïAli
Azad
2
Meray Jaisay Ban Jaoo Gay
Jab Ishq Tumhain Ho Jay Ga
momo02
3
hey.nice selection...its ma favorit poem dania:)
mainay b ak bar post kee thee:)
ASA
4
** aksar baiThy baiThy ghum ho jaata hooN
ab maiN maiN nahi rehta TUM ho jata hooN.. **
:k:
reet
5
Re: "tum tum nahi HUM ban jao gay "
[QUOTE]
*Originally posted by dania ali: *
"tum tum nahi HUM ban jao gay "
jab sawan main tanha bheego gay
jab angan khalee pao gay
jab sahil say takrati lehron main
apni tanhae main kho jao gay
very nice,
thnx 4 sharing 