Tum tu meri jaan ho
tumhi tu meri jaan ho
samjh sako tu samjh lo
yeh doryaan yeh fasley
barhatey hain piyaar ko
bichar key jee nah paaon ga
kasam sey mar hi jaon ga
keh tum tu meri jaan ho
tumhi tu meri jaan ho
humm
![]()
zara hamein bhee tu batayee na k koun hain ap ki Jaan ;)
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
zara hamein bhee tu batayee na k koun hain ap ki Jaan ;)
[/QUOTE]
Tum tu meri jaan ho
tumhi tu meri jaan ho ;)
It's nice..
koun kiske jaan hai ;)
Nice
![]()
fazool ki bukbuk na aro seedhi tarah naam bataou us ka ![]()
paa ji aesi baatein mat kiya karo na mujhe sharm atti hai ;) anyways nice yaar....