tum se ulfat k taqaazay na nibhaaey jaatay
varna hum ko bhi tamanna thi k chaahay jaatay
dil k maaron ka na kar Gham k ye andoh_nasiib
zaKhm bhi dil men na hota to karaahay jaatay
di na mohlat hamen hasti ne vafa ki varna
aur kuch din Gham-e-hasti se nibaaey jaatay
Re: tum se ulfat k taqaazay na nibhaaey jaatay
abla g kamal kia g, all time goldies favorite post kari aap ne
S.786
4
Re: tum se ulfat k taqaazay na nibhaaey jaatay
men bhi muncho pa ki baat sy muttafiq hoon.....good 1 sharing
Re: tum se ulfat k taqaazay na nibhaaey jaatay
nice :k:
Koyal
6
Re: tum se ulfat k taqaazay na nibhaaey jaatay
v nice abla :)
Re: tum se ulfat k taqaazay na nibhaaey jaatay
goldieee :k: