Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Asalam u Alaikum !
How are you all ? hope fine shine ! So again after so many days aik aur umda ghazal iss dhaagay mein aap se share karna chahta hon umeed hai pasand aaye gi !

http://img329.imageshack.us/img329/4535/vsp1pu7.th.jpg

Mujeh Ye Zid Nahi Mere Gallay Ka Haar Ho Jao
Akela Chor dena , Tum Jahaan Be-zaar Ho Jao

Bohat Jaldi Samajh Mein Aanay Lagty Ho Zamane Ki
Bohat Aasaan Ho, Thoray Bohat Dushwaar Ho Jao

Mulaqaton Mein Wafa Is Liye Hona Zaroori Hai
Ke Tum Ik Din Judaaii Ke Liye Tayaar Ho Jao

Main Kesi Chaal chalti Dhoop Ke Sehra Se Aayi Hoon
Bas Ab Aisa karo , Tum Saya-e-Deewaar Ho Jao

Tumharay Paas Dainay Ke Liye Jhoti Tasali Ho
Na Aaye Aisa Din , Tum Isqadar Nadaar Ho Jao

Tumhein Maloom Ho Jaye Ga Kaisay Ranj Sehtay Hain
Meri Itni Duaa Hai Kaash Tum “Tanha” “Fankaar” Ho Jao

http://img222.imageshack.us/img222/8286/artistichandfa6.th.jpg

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

v nice :)

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

nice one.

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

keon ho jaien bhla ap k galay ka haar :stuck_out_tongue:
:k: nice sharing :slight_smile:

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Sid..u okay my dear? Lovely ghazal :)

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Nice sharing sid Weldone

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

nice sharing :)

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Bohat Jaldi Samajh Mein Aanay Lagty Ho Zamane Ki
Bohat Aasaan Ho, Thoray Bohat Dushwaar Ho Jao

Main Kesi Chaal chalti Dhoop Ke Sehra Se Aayi Hoon
Bas Ab Aisa karo , Tum Saya-e-Deewaar Ho Jao

Tumharay Paas Dainay Ke Liye Jhoti Tasali Ho
Na Aaye Aisa Din , Tum Isqadar Nadaar Ho Jao

waah waah kia kahnay g

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Tumhein Maloom Ho Jaye Ga Kaisay Ranj Sehtay Hain
Meri Itni Duaa Hai Kaash Tum “Tanha” “Fankaar” Ho Jao

very nice :k:

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Aap sab ki muhabaton ka shukriya :slight_smile: :bb:

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Very very nice SID bro:)

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Shukriya muuddi bhara :bb:

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Nice Sharing SiD :~)

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Shukran habibi naseebi qareebi :hehe:

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

:teary2:

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

really beautiful

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Thanks .. !

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Mulaqaton Mein Wafa Is Liye Hona Zaroori Hai
Ke Tum Ik Din Judaaii Ke Liye Tayaar Ho Jao

Tumharay Paas Dainay Ke Liye Jhoti Tasali Ho
Na Aaye Aisa Din , Tum Isqadar Nadaar Ho Jao

vvvvvvvvvvvvvvvvvvvvv nice

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

nice sharing :)

Re: Tum Saaya-e-Deewaar Ho Jao

Thanks aeno n S.E :)